Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAziz Kashmiri
HomeAziz Kashmiri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are bam bamakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bam bam bamkuk are bhai shrimaan ji kaho meharbaan ji are bhai shrimaan ji hoyee o kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji kadam kadam par naye tamashe log yahan dikhlaate hain are pehalwaan ji bukhe insanon ke saamne kutte biscut khate hain are shrimaan ji ho gaye he he ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji tilak lagaa kar phiren lutere kaun inhen pehchanega are meharbaan ji aaj meri jaan lootne wala guru inhi ko maanega are shrimaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji hurrrah kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji
baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha luta hai dil ye bekraar ne bekraar ne bekraar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon thaani hai kya dil mein sarkaar ne sarkaar ne sarkaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna haan duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa
dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar humse chhupao na huzur hum hain tumhare tabedaar jaani tabedaar dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar humse chhupao na huzur hum hain tumhare tabedaar jaani tabedaar dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar aankhon mein tumhari chahat ki tasveer liye aaye hain aaye hain tumhare kadmon mein takdeer liye kismat ne kabhi mouka jo diya dhikhlayenge hum dil cheez hai kya ye jaan bhi tum par denge luta dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar humse chhupao na huzur hum hain tumhare tabedaar jaani tabedaar dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar ye pyaar humein laya hai kahan maloom nahin kehte hain kehte hain ise aankhon ki zaban maloom nahin katil hai ada dushman hai nazar ab bach ke koi jaye bhi kidhar marne do yahin marna hai agar dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga tumne pyaar humse chhupao na huzur hum hain tumhare tabedaar jaani tabedaar dhadka to hoga dil zarur kiya jo hoga
diya hai aapne bada haseen sahaara diya hai aapne bada haseen sahaara huzoor laakh baar sukriya tumhara diya hai aapne bada haseen sahaara huzoor laakh baar sukriya tumhara diya hai aapne bada haseen sahaara manzilen mil gayin faasle kam huye hausle badh gaye aapke hum huye kiya hai jis ada se haal ye hamara usi ada se dekhiye zara dubara usi ada se dekhiye zara dubara o ho diya hai aapne bada haseen sahaara huzoor laakh baar sukriya tumhara diya hai aapne bada haseen sahaara saamne aapke humne dil rakh diya jo bhi ho dijiye is khata ki saza khushi se har sitam karenge hum gawaara na dekha jaayega ye roothna tumhara na dekha jaayega ye roothna tumhara o ho diya hai aapne bada haseen sahaara huzoor laakh baar sukriya tumhara diya hai aapne bada haseen sahaara jaaneman yun na jaa zindagi lootke kya khabar ye fiza phir mile na mile zara kamaal dekhiye toh ye hamaara ke humne ek pari ko sheeshe mein utaara ke humne ek pari ko sheeshe mein utaara oho diya hai aapne bada
haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah baad e zaane
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab
is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna haye is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare bababa bashu bet bababa bashu bet bababa bashu bet bet men meshura husn husn teri takdeer hai pyaar teri jageer hai ranjha bankar dhund le jahaan bhi teri heer hai ranjha bankar dhund le are jahaan bhi teri heer hai o doli chadan mariyaan heer cheekkan o doli chadan mariyaan heer cheekkan o mainu le chal bawla le chal ve o sanu le chal ve are miyaun miyaun are baffu baffu are miyaun miyaun are baffu baffu paa kar chahat yaar ki charcha na karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare are tu karle fashion are tu karle fashion are tu karle fasion karle karle kar zara jiyo jiyo to aisi shaan se jhoom uthe khud zindagi maro to is andaz se kare zamana bandagi maro to is andaz se are kare zamana bandagi karle karle karle khuda ke naam pe pyare fashion bahut zaroori hai karle khuda ke
Kati Umar Hotelon Mein
lalal lalala lalal lalala lalal lalalala lalalala lalala lala khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya sach to hai ye teri kasam sach to hai ye teri kasam bande ko jaise khuda mil gaya khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain dekha tujhe dil ne kaha dekha tujhe dil ne kaha duniya mein kuchh log apne bhi hain khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi
mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa phool khile kaliyan sharmaayin rut masti ki aa gayi rut aa gayi rut aa gayi neele neele ambar par bin puchhe badli chha gayi o chha gayi o chha gayi khila hai khushiyon ka bazaar karenge nainon ka vyapaar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa jhoom rahi hai daali daali jhoom raha mann mera re mann mera re mann mera re do nainon se ojhal uska nainon beech basera re basera re basera re karenge chahat ka izhaar kisi ki jeet kisi ki haar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa
mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil se kheliye marzi agar hai aapki mere dil se kheliye marzi agar hai aapki aayiye ke meri duniya muntzir hai aapki aapko meri kasam ab aur na sharmayiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye maar daalegi humein ye berukhi achchhi nahin ye berukhi aapke sar ki kasam ye dillagi achchhi nahin ye dillagi bin kahe aa jayiye ab aur na tadpayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye kya khabar hai ye haseen raatein rahein ya na rahein madbhari aankhon ki barsaatein rahein ya na rahein muskurate aaiye aur muskurate jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye
lalalala lalalala lalalala ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha haha ha ha ha hooo hoooo hoooo ho ho ho ho ho mere dil mein tu hi tu hai mera aitbaar kar le jo ye sach hai mere saathi zara khul ke pyaar kar le mere dil mein tu hi tu hai mera aitbaar kar le jo ye sach hai mere saathi zara khul ke pyaar kar le mere dil mein jo mile teri mohabbat mujhe zindagi ke badle main khareed loon khushi se usse har khushi ke badle jo mile teri mohabbat mujhe zindagi ke badle main khareed loon khushi se usse har khushi ke badle mere dil mein tu hi tu hai mera aitbaar kar le jo ye sach hai mere saathi zara khul ke pyaar kar le mere dil mein wahin dekha tera jalva jahaan sar jhuka ke dekha ye gazab kiya jo toone mujhe muskura ke dekha wahin dekha tera jalva jahaan sar jhuka ke dekha ye gazab kiya jo toone mujhe muskura ke dekha mere dil mein tu hi tu hai mera aitbaar kar le jo ye sach hai mere saathi zara khul ke pyaar kar le mere dil mein lalalala lalalala lalalala ha ha ha ha ha
pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai ho ek taraf khudai aur ek taraf mohabbat main maang loon khuda se ek dilruba ki chahat ek dilruba ki chahat jannat se khoobsoorat dildaar ki gali hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai yun kiss tarah kisi kaa hum aitbaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hum kaise pyaar kar lein uljhan hai khoobsoorat mushkil si aa padi hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai
puchha jo pyaar kya hai oho ho sharma ke maar daala ja ja tirchhi nazar se dekha ghabra ke maar daala puchha jo pyaar kya hai ah sharma ke maar daala oh tirchhi nazar se dekha ghabra ke maar daala puchha jo pyaar kya hai la sharma ke maar daala aa tirchhi nazar se dekha la ghabra ke maar daala hey tiri tiri tiririri turu turu turururu diri diri diririri chiki chiki chiki chiki chik puchha jo pyaar kya hai aha sharma ke maar daala oho tirchhi nazar se dekha ghabra ke maar daala aashiq hain hum tumhaare baitho to paas aake yun lo na jaan humaari pehlu se door jaa ke lalala lalala lala hum ko teri nazar ka ho mil jaaye gar ishara ho apni bhi zindagi ka ho jaaye kuchh sahaara hey lalalala lala lala lalala lalala lala lalala lalala lala lalalala lalalala la puchha jo pyaar kya hai aaha sharma ke maar daala ofho tirchhi nazar se dekha ghabra ke maar daala ae ae kya soch rahe ho ye sochta hun tum jo aati na zindagi mein bekaar zindagi thi rakha tha kya khushi mein la
Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar
sari raat tera takni aa raah tareyaan to puchh chan veh sari raat tera takni aa rah tareyaan to puchh chan veh kyun tere pichhe hoyi a tabha haye lareyaan to puchh chan ve kyun tere pichhe hoyi a tabha haye lareyaan to puchh chan ve sari raat tera takni aa raah tareyaan to puchh chan veh adhi adhi ratthi vich bari te khaloniyaan bari te khaloniyaan adhi adhi ratthi vich bari te khaloniyaan bari te khaloniyaan tere piche hanjuan de haar pai phroniyaan haar pai phroniyaan nale bharniyaan thande thande saha sareyaan to puchh chan veh kyun tere pichhe hoyi a tabha haye lareyaan to puchh chan ve kyun tere pichhe hoyi a tabha haye lareyaan to puchh chan ve sari raat tera takni aa raah tareyaan to puchh chan veh kal nu udekdiyaan kal teri ayi na haye teri ayi na kal nu udekdiyaan kal teri ayi na haye teri ayi na aasa vali shama ajhe teek main bujhayi na haaye main bujhayi na ess shamma kita saad ke suah angareyaan to puchh chan ve jo tere pichhe hoyi a tabha haye lareyaan
ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan guzre nazar se phool kayi tujhsa gulaab kahaan ho yaar mere main nisaar tere tujh pe sitaare hain fidaa sitaaron ki tamanna haii tere aanchal mein chhup jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal paa ke rahunga pyaar tera aaj nahin to kal yaar mere main nisaar tere tujh pe bahaarein hain fidaa baharon ki tamanna hai teri chaahat mein lutt jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein
zara dekhiye meri saadgi main wafa ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi main wafa ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi main teri wafa ki talash mein main teri wafa ki talash mein tu kahe to umar guzaar doon le ke aaftaab ki roshni tere rukh ka sadka utaar doon tere rukh ka sadka utaar doon teri zulf khul ke ghata bani teri zulf khul ke ghata bani main ghata ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi ye tere hi pyaar ki aag thi ye tere hi pyaar ki aag thi jise paake ishq pighal gaya ye tere hi husn ka noor tha jise dil ne dekha machal gaya jise dil ne dekha machal gaya mujhe katl kar gayi har ada mujhe katl kar gayi har ada main ada ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Bhai Shrimanji Shrimanji (1968) 03:34 37633
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:34   Song Number : 37633   

Balma Sajna Duniya Bhoola Di Akalmand (1966) 03:55 19362
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:55   Song Number : 19362   

Dhadka To Hoga Dil C I D 909 (1967) 05:13 36542
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 05:13   Song Number : 36542   

Diya Hai Aapne Bada Haseen Sahaara Akalmand (1966) 04:10 37560
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:10   Song Number : 37560   

Haath Seene Pe Mirza Sahiban (1947) 03:43 39648
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Aziz Kashmiri
On Screen Actors- 
Trilok Kapoor, Noor Jahan
Duration : 03:43   Song Number : 39648   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Is Duniya Mein Pyare Shrimanji (1968) 03:34 36410
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 36410   

Kati Umr Hotelon Mein Shrimanji (1968) 03:19 37632
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:19   Song Number : 37632   

Khoobsurat Saathi Itni Baat Bata Akalmand (1966) 03:40 40685
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:40   Song Number : 40685   

Mausam Aaya Hai Rangeen Dholak (1951) 03:16 37536
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Meena Shori, Ajit
Duration : 03:16   Song Number : 37536   

Mere Dil Mein Aaiye Dholak (1951) 03:16 12174
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:16   Song Number : 12174   

Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai International Crook (1974) 04:19 39178
 
Poster of International Crook (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:19   Song Number : 39178   

Pehlu Mein Yaar Ho To Shrimanji (1968) 03:34 37525
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shahida
Duration : 03:34   Song Number : 37525   

Puchha Jo Pyaar Kya Hai International Crook (1974) 04:12 39179
 
Poster of International Crook (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:12   Song Number : 39179   

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar International Crook (1974) 04:34 17649
 
Poster of International Crook (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 04:34   Song Number : 17649   

Sari Raat Tera Takni Aa Raah Chaman (1948) 03:21 36476
 
Poster of Chaman (1948)
 
Category
Punjabi
Year- 
1948
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Pushpa Hans
Duration : 03:21   Song Number : 36476   

Yaaron Ki Tamanna Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:16 36541
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sapna
Duration : 04:16   Song Number : 36541   

Zara Dekhiye Meri Saadgi Nasihat (1967) 04:15 36829
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:15   Song Number : 36829   
Karaoke Songs of aziz kashmiri, Sad Songs of aziz kashmiri, Love Songs of aziz kashmiri, Dance Songs of aziz kashmiri, Hip-hop songs of aziz kashmiri, Best songs of aziz kashmiri, Super hit songs of aziz kashmiri, hit songs of aziz kashmiri, duet songs of aziz kashmiri, solo songs of aziz kashmiri, old songs of aziz kashmiri, famous songs of aziz kashmiri, Hindi Karaoke Songs of aziz kashmiri, Hindi Sad Songs of aziz kashmiri, Hindi Love Songs of aziz kashmiri, Hindi Dance Songs of aziz kashmiri, Hindi Hip-hop songs of aziz kashmiri, best Hindi songs of aziz kashmiri, super hit Hindi songs of aziz kashmiri, hit Hindi songs of aziz kashmiri, duet Hindi songs of aziz kashmiri, solo Hindi songs of aziz kashmiri, old Hindi songs of aziz kashmiri, famous Hindi songs of aziz kashmiri, Sing Along Songs of aziz kashmiri, Sing Along Sad Songs of aziz kashmiri, Sing Along Love Songs of aziz kashmiri, Sing Along Dance Songs of aziz kashmiri, Sing Along Hip-hop songs of aziz kashmiri, Sing Along Best songs of aziz kashmiri, Sing Along Super hit songs of aziz kashmiri, Sing Along hit songs of aziz kashmiri, Sing Along duet songs of aziz kashmiri, Sing Along solo songs of aziz kashmiri, Sing Along old songs of aziz kashmiri, Sing Along famous songs of aziz kashmiri